Ranitidine in Hindi ranitidine tablets Use, Dose & Side effect in Hindi | Ranitidine tablet ki Hindi jankari |
ABOUT Ranitidine
Ranitidine in Hindi ek salt hai. jo zentak Brand name se market mai milta hai. Aour generic name ranitidine.iske ilaba jaise
- ANTAR 150 MG – ABBOT HEALTH CARE.
- ALEP 0.25 MG – DR. JOHNS LABORATORIES.
- HELKOSS 150 MG TEB – LUPIN LIMITED.
- ZYTAK 150 MG – ZYDUS CADILA.
A hamari petmai nikal ne wale asif ki matra ko kam karte hai.a jitakar kam karte hai peptic ulcer, gastroesophageal reflux disease,or bhi kafi sari rog ke ilaz keliye diya jata hai.
Niche ranitidine ke jankari pade-
- How to work ranitidine in Hindi ranitidine tablet kaise kam Karta hai.
- ranitidine oral tablet Uses in Hindi ranitidine ke upyog.
- ranitidine Kaise istemal Karte hai.
- Ranitidine oral tablet side effect in Hindi.
- Ranitidine oral tablet ki dushprabhav.
- Ranitidine oral tablet precaution in Hindi.
- Ranititidine teblet ki sab dhaniya.
How to work Ranitidine in Hindi
ranitidine ek H2 antaghonist hai jismen iske sakria sanghatak ke rup mein shamil hai. ranitidine H2 par histamin ke kriya ko rokate hai, jisase gaistrik Asid srav kee prakria dhemi ho jate hai.
Ranitidine tablet ke upyog Hindi
Ranitidine tablet ki commonly use hota hai hamari serir me jo acid (production) nikelneka jo prakriya hai ose thik rakta hai.
Or kuch medical conditions hai jo Doctor prescription mai ranitidine ko lene ki suggest Karte hai.
ALSO, READ…
pantoprazole Pantoprazole in hindi,
Omez d tablet uses in hindi,
Duodenal Ulcer / ड्यूओडनल अल्सर.
Gastric ulcer/ पेट में जलनी.
Stomach ulcer.
Peptic ulcer.
Heartburn.
Indigestion/ khana thik se hazam na hona.
Gastroesophageal Reflux Disease.
Ranitidine tablet side effects in Hindi
Ranitidine tablet ke nuksan Hindi me Ranitidine tablet ki Kuch side effects ya nuksan samannye dekha gaya hai niche kuch ranitidine ki nuksan ke jankari hai. Iske ilaba bhi or kuch side effects dekh sakte hai.Agar ap ko ranitidine ko lene se kuch bhi side effect ya nuksan dikhai de to es medicine ko Lena bandh karde or apne doctor se bat kare.
Ranitidine ki Kuch side effects Fatigue ya thakan. Drowsiness. Constipation / pet ki samsya. Low blood level/ rakt chap kam Jana. Muscular pain / maspesi me dard hona. Defycency vit B12. Diarrhea/Dast. Allergy. Anxiety/ Adik chinta Karna. Mansik vranti. Sus lene me taklib. Ye common side effects hai jo app dekh sakte hai.
Ranitidine oral tablet precaution in Hindi
Ranititidine teblet ki sab dhaniya. Is tablet ko lene se kuch sabdhaniya apko malum hona chahiye. Agar ap ranitidine medicine lenese agar apko koe problem dikhai de to lesye lene band karde agar apko jaise>
Liver ki bimari.kydni ke bimari me doctor se bat kare.
or- pregnancy me, ya agar Mahila doodh Pilati ho.us condition me Nahi Kena chahiye.
Ranitidine Tablet dose in Hindi
Ranitidine ke khurak kisi bhi medicine lenese pehele apne docor se bat kare, a medicine dinme 2-3 bar le sakte hai,sathik dose ke liye apni doctor se consult kare.
ALSO READ..
Azithromycin,
ciprofloxacin uses,
Ranitidine in hindi | ranitidine teblet Use,Dose & Side-effect in hindi | Ranitidine teblet ki hindi jankari |