ibuprofen tablet use in Hindi | ibuprofen 400 ke fayde |

ibuprofen tablet use in Hindi

 

ibuprofen tablet use in Hindi Ek nonsteroidal anti-inflammatory drug (NSAID) hai jo hormone mai Kam Karta hai jo serir main Sujan our Dard ka Karan hote hai.


ibrufen dava Bukhar sirdard hona,  dant dard, masik dharm ke dard, istrha ke istithi ke karan dard our sujan ke ilaj  mai ibrufen achha kam karta hai.


BRAND- 

Ibuprofen (Cadilla) 400 MG Tablet

COMPANY-
Cadila Pharmaceuticals Ltd.

ibuprofen tablet use in Hindi | ibuprofen 400 ke fayde |
ibuprofen tablet use in Hindi
ibuprofen tablet use in Hindi
 

ibuprofen tablet 400 MG Tablet ke bikalpa-


Bruriff 400 MG Tablet
Cadila Pharmaceuticals Ltd.


Ibugesic 400 MG Tablet
Cipla Ltd.


Maxofen 400 MG Tablet
Abbott Healthcare Pvt. Ltd.


Novigan 400 MG Tablet
Dr. Reddys Laboratories Ltd.


ALSO READ-

 

ibuprofen Tablet uses in Hindi

Kon konsi Bimario mai istemal kiya jata hai

Menstrual
Is dawa ka upayog masik dharm ke samai pet mai bohot jiyada dard ko kam karne ke liye istemal kiya jata hai.


Fever and Pain
Bukhar aour dard jaise kamar dard,sardard,dand me dard pit mai ya pure sarir mai dard ke ilaj mai is dava ko use kiya jata hai.



Osteoarthritis
Gathiya ke rog mai jo dard hote hai ya join pain ke ilaj ke samai bhi ise istemal kiya jata hai.

ibuprofen tablet use in Hindi | ibuprofen 400 ke fayde |
ibuprofen tablet use in Hindi

Brufen 400 mg side effects in Hindi

Is dava ko lene se kiya nuksan hai.
Kuch sadharan kuch ghatak side effects dekha gaya hai is dava ko lene se.


Sardard.
Ulti ana.
Chakkar jaisi lagna.
Pet mai dard hona.
Bhuk mai kami.
Kan mai bajna.
Sujan.
Dast.
Muh sukhna.
Twacha lal ho jana.


Ulti aur dakar jai paristithi ho sakte hai agar isse jiyada dushprabhav dikhai de to turent apni doctor se bat kare.

ALSO READ-

 
ibuprofen 400mg Tablet Dose In HINDI

Is dava ke khurak
Kisi bhi dava ya medicine lene se pehele apne doctor se bat kare kiyke sahi dose marij ko dekh ke diya jata hai.

Interactions ibuprofen 400mg tablet In HINDI

Is dava ko lene se pehele apko dhiyan rakhna chahiye.


Methotrexate.
Leflunomide.
Corticosteroids.
Aspirin.
Adefovir.
Antihypertensives.
Ciprofloxacin.
Anticoagulants.
Ketorolac.
Lithium.
Asthma, Alcohol ke sath.
Heart attack ke rogi ko.
Etc.
Is dava ko nahi leni chahiye.

KISI BHI DAVA LENE SE PEHELE APNE DOCTOR YA PHARMACIST SE BAT KARE

ALSO READ-

ibuprofen 400mg Tablet precautions In Hindi

ibuprofen tablet use in Hindi ko lene se phele kuch SABDHANIYA janna jaruri hai.
Pregnancy ke dohoran is dava ko nahi lena chahiye.

Agar kidney ke infection ya koye bhi kidney ke rohgio  ko is dawa ko nahi leni chahiye.

Agar mahila dudh pilati ho to mahila ko is dava ko istemal nahi karna chahiye.


Dil ki bimari mai. Aour Asthma ke rogi ke liye bhi a dava nhi leni chahiye.

Agar is dava ko lenese apko koee bhi allergy ho to ap is group ke dava ko kabhi bhi istemal na kare.

KISI BHI DAVA YA MEDICINE LESESE PEHELE DOCTOR SE BAT KARKE KHURAK LENA CHAHIYE.
ibuprofen400 | ibuprofen tablet use, side effects Hindi ibuprofen |
 
 
 

Leave a Comment