Zerodol sp tablet in Hindi | Zerodol sp kaise kam karta hai |

Zerodol SP Tablet in Hindi zerodol sp ko lene se Kiya hota hai ise kab our kyu istemal karni chahiye. BRAND- Zerodol SP Tablet COMPANY-
Ipca LTD. company,

SALD/COMPOSITION

Aceclofenac- 100mg,

Paracetamol- 325mg,

seratopeptadise,

3 sald/compositon se ise banaya Gaya hai.

zerodol sp tablet in Hindi | zerodol sp kaise kam karta hai |
zerodol sp tablet in Hindi

Medicine Zerodol sp Kaise Kam Karta hai

zerodol sp tablet hamri mastisk mein kuch
rasayano ke rihae ko avaruddh karke dard aur sujan ko kam karta hai jo nurv mein dard aur sujan ke sanket paida karta hai.

Aceclofenac non – steroidal drug hai jo dard aur sujan ko rokta hai. Paracetamol Ek antipyretic  Dawa hai jo sharir ke tapman ko badhane se mastishk ko rokta hai ya bukhar ka Karan banta seratopeptadise ek enzyme hai jo sojan ke sait ko todata hai.

Also read-

Zerodol SP Tablet uses in Hindi

ise kon konsi bimari mai istemal kiya jata hai zerodol-sp tablet jodon ke dard ya sujan ke lakshano ke upachar ke lie bahut prabhave hai.

Sarir mai kisi bhi procar ke dard mai is istemal kiya jata haiJaise.Hat ya per mai sujan ya dard Sardard ki ilaj.

Kan mai dard Bukhar ke ilaj Masik ke karan dard mai Chot lagne ke karan dard ho our agar sujan ho to ise isteamal kiya jata hai.

Kamar ki dard mai bhi use kiya jata hai.

Ghutno ke dard mai ya join pain.

Our dat ke dard our sujan mai bohot achha faide milta hai is tablet se Sarir mai kisi bhi trha ke dard se chhutkara milta hai.

Surgery ke bad agar dard mehsus ho to doctor is dard kam karne ke liye istemal karte hai.
Zerodol sp tablet for mouth pain a agar muh mai dard ho fir dat ke karan muh dard karna is trha ke ilaj ke liye istemal mal kiya jata hai.

Dard ke goli lene se pehele apne doctor se bat kare kyu ke marig ke conditions par medicine doctor dete hai .

Zerodol IN HINDI | Medicine zerodol sp kaise kam karta hai | Zerodol sp dosage |
zerodol sp tablet in Hindi

Zerodol sp dosage in Hindi

Zerodol sp tablet in Hindi- tablet our syrup dono hi milta hai. Bachcho ke liye syrup our adult ke liye tablet Market mai milta hai.

Dinmai dobara ise lene ko kaha jata hai. Sahi dose ke liye doctor se bat kare kisi bhi medicine doctor ke salha se leni chahiye.

Also read-

Zerodol sp ke dusprovab in Hindi

Zerodole sp tablet ko lene se agar koe bhi dushprabhav dikhe to ise lena band karde. Is tablet ko lene se ayisi koyee bari side effects nahi dekha gaha hai niche khuch common side effects ke bare mai hai.

Dast,

Pet dard Karna,

Ulti ana,

Chakkar ana,

Skin main lal rash hona,

Bhuk main kami,

Diarrhea.

Sas lene mai taklib agar istrha ke side effect dekhai de to is tablet ko lena band karde.

Zerodol sp tablet Precautions in Hindi

Kab zerodol sp se bachen? gambher jigar ya gurde ke bemariyon se pedit rogiyon ke lie zerodol sp Tablet uchit nahi hai. Zerodol sp ko sharab ke sath lene se levar ke kshati jaise hanikarak parinam ho sakte hain.  

khale pet nahilena chahiye. 

zerodol sp ko bhojan ke sath lena chahie aur zerodol sp tablet ko bhojan ke sath pora nigal lena chahie.  zerodol sp ko chabaya ya toda nahi jana chahie. 

zerodol sp ko khali pet nahi liya jana chahie. kyonki isase nuksan ho sakate hain. Agar koi mahila Bache ko Dudh Pilati ho to ise use Ya fir pregnancy ke dohoran is tablet ko istemal Nahi Karna chahiyee.

Liver ya kidney ke rogi ko ise istekamal nahi karna chahiye

Also read-

Zerodol sp tablet in Hindi | zerodol sp kaise kam karta hai | 

Leave a Comment